Monday, September 15, 2014

ghazal

इश्क़ करने का बहाना चाहिए 
दिल को कोई अफ़साना चाहिए 

तेरे मेरे बीच कुछ तो है ज़रूर 
ज़लज़लों को भी निशाना चाहिए 

देखिये तूफां बड़ा मायूस है 
आशियाँ हमको बनाना चाहिए 

इस कदर मेरी वफ़ा महदूद है 
तारीकी में भी पैमाना चाहिए 

 महदूद:determined.
तारीकी : darkness.

My first ghazal...

5 comments:

Gentle Breeze said...

HDWK
Rocking!!
Yeh itna aasan bhi toh nahin hai kyon ki
Dil ke ehsason ko lafzon mein pirone ka jazba aur hunar bhi toh hona chahiye :)

How do we know said...

thank you GB!!

Sandeep said...

wazn would be better with "dil ko bhi koi fasana chahiye", I think
nahin raat ke khaane ka koi thikana, par tijori mein khazana chahiye

Himanshu Tandon said...

Toofan bada maayoos hai..
aashiyaan humko banaana chahiye..

Waah !!!!


My two cents...

Hui muddat ki ashkon se mehroom hua
Dil ko fir barbaadi ka bahaana chahiye

Teri chaah mein duniyaa ko bhoola thaa
Kyaa pata thaa, tujhe toh bas zamaana chahiye


Meri taufeeq, mere hausle ki kabhi ghulaam thi
zindagi tujhe kabhi toh saath nibhaana chahiye

Haasil jo kiyaa thaa sab neelaam kar diyaa
lagtaa hai ab ki doob ke mar jaana chaahiye

How do we know said...

HT: I did comment on this! But my comment was nothing new - u have always improved what I write and made it look even better.. and for that, one is very grateful. And very amazed.